Rozana Lyrics: The song is sung by Shreya Ghoshal, composed by Rochak Kohli and lyrics are penned by Manoj Muntashir. ROZANA SONG from Naam Shabana starring Taapsee Pannu, Akshay Kumar.
ROZANA SONG DETAILS:
Song: Rozana – Naam Shabana Singer – Shreya Ghoshal Music – Rochak Kohli Lyrics – Manoj Muntashir
Rozana Full Video Song | Naam Shabana
ROZANA LYRICS
Tere hathon ki taraf Mere hathon ka safar Rozana, rozana..
Teri aankhon se kahe Kuch toh meri nazar Rozana, rozana..
Rozana main sochun yehi Kahan aaj kal main hoon lapata Tujhe dekh toh hansne lage Mere dard bhi kyun khamakhan
Hawaon ki tarah Mujhe chhu ke tu guzar Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf Mere hathon ka safar Rozana, rozana..
Inn aankhon se ye bata Kitna main dekhu tujhe Reh jaati hai kuch kami Jitna bhi dekhu tujhe
Rozana main sochun yehi Ke jee lungi main be-saans bhi Aise tu mujhe milta rahe agar Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf Mere hathon ka safar Rozana, rozana..
Yun aa mila tu mujhe Jaise tu mera hi hai Aaram dil ko jo de Woh zikr tera hi hai
Rozana main sochun yehi Ke chalti rahe baatein teri Aate jaate yunhi mere liye thehar Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf Mere hathon ka safar Rozana, rozana.. Rozana, rozana…
Rozana lyrics in Hindi
तेरे हाथों की तरफ मेरे हाथों का सफ़र रोजाना, रोजाना तेरी आँखों से कहें कुछ तो मेरी नज़र रोजाना, रोजाना
रोजाना मैं सोचूँ येही कहाँ आजकल मैं हूँ लापता तुझे देख लूं तो हँसने लगे मेरे दर्द भी क्यूँ खामखा हवाओं की तरह मुझे छू के तू गुज़र रोजाना, रोजाना
तेरे हाथों की तरफ मेरे हाथों का सफ़र रोजाना, रोजाना
इन आँखों से ये बता कितना मैं देखूं तुझे रह जाती है कुछ कमी जितना भी देखूं तुझे
रोजाना मैं सोचूँ येही के चलती रहें बातें तेरी आते जाते यूं ही मेरे लिए ठहर रोजाना, रोजाना
तेरे हाथों की तरफ मेरे हाथों का सफ़र रोजाना, रोजाना